Ram Amritvani Lyrics | Ram Amritwani by Anuradha Paudwal

मर्यादा पुरषोत्तम श्री राम की पवन अमृतवाणी “Ram Amritvani Lyrics | Ram Amritwani by Anuradha Paudwal” में राम नाम जप करने से होने वाली श्री राम की कृपा का वर्णन किया गया है। राम अमृतवाणी by Anuradha Paudwal के lyrics (हिंदी+इंग्लिश), वीडियो और ऑडियो से राम भक्ति का आनंद उठाये।


राम अमृतवाणी लिरिक्स
Ram Amritvani Lyrics

रामामृत पद पावन वाणी,
राम-नाम धुन सुधा सामानी,
पावन-पाथ राम-गन-ग्राम,
राम-राम जप राम ही राम ।…1

परम सत्य परम विज्ञान,
ज्योति-स्वरूप राम भगवान,
परमानंद, सर्वशक्तिमान
राम परम है राम महान ।…2

अमृत ​​वाणी नाम उच्चाहरान ,
राम-राम सुख सिद्धिकारण
अमृतवानी अमृत श्री नाम,
राम-राम मुद-मंगल -धाम। … 3

अमृतरूप राम-गुण गान,
अमृत-कथन राम व्याख्यान
अमृत-वचन राम की चर्चा ,
सुधा सम गीत राम की अर्चा … 4

अमृत ​​मनन राम का जाप,
राम राम प्रभु राम अलाप
अमृत ​​चिंतन राम का ध्यान,
राम शब्द में सूचि समाधन… 5

अमृत ​​रसना वही कहवा,
राम-राम, जहां नाम सुहावे
अमृत ​​कर्म नाम कमानी,
राम-राम परम सुखदायी … 6

अमृत ​​राम-नाम जो ही ध्यावे ,
अमृत पद सो ही जन पावे
राम-नाम अमृत-रास सार ,
देता परम आनन्द अपार … 7

राम-राम जप हे माणा ,
अमृत वाणी मान
राम-नाम मे राम को ,
सदा विराजित जान … 8

राम-नाम मद-मंगलकारी,
विध्ण हरे सब पातक हारी.
राम नाम शुभ-शकुण महान,
स्वस्ती शांति शिवकर कल्याण … 9।

राम-राम श्री राम-विचार,
मानी उत्तम मंगलाचार.
राम-राम मन मुख से गाना,
मानो मधुर मनोरथ पाना … 10

Ram Amritwani

राम-नाम जो जन मन लावे,
उसमे शुभ सभी बस जावे .
जहां हो राम-नाम धुन-नाद,
भागे वहा से विषम विषाद … 11

राम-नाम मन-तप्त बुझावे,
सुधा रस सीच शांति ले आवे
राम-राम जपिये कर भाव,
सुविधा सुविध बने बनाव . … 12

राम-नाम सिमरो सदा,
अतिशय मंगल मूल.
विषम विकट संकट हरन,
कारक सब अनुकूल … 13

जपना राम-राम है सुकृत,
राम-नाम है नाशक दुष्कृत .
सिमरे राम-राम ही जो जन,
उसका हो शुचित्र तन-मन … 14

जिसमे राम -नाम शुभ जागे ,
उस के पाप -ताप सब भागे.
मन से राम -नाम जो उच्चारे ,
उस के भागे भ्रम भय सारे। … 15

जिस मन बस जाए राम सुनाम ,
होवे वह जन पूर्णकाम.
चित में राम-राम जो सिमरे,
निश्चय भव सागर से तारे. … 16

राम-सिमरन होव साहै,
राम-सिमरन है सुखदायी.
राम सिमरन सब से ऊंचा,
राम शक्ति सुख ज्ञान समूचा … 17

राम-राम हे सिमर मन,
राम-राम श्री राम.
राम-राम श्री राम-भज,
राम-राम हरि-नाम … 18

मात पिता बांधव सूत दारा,
धन जन साजन सखा प्यारा .
अंत काल दे सके ना सहारा,
राम -नाम तेरा तारण हारा … 19

सिमरन राम-नाम है संगी,
सखा स्नेही सुहिर्द शुभ अंगी.
यूग-यूग का है राम सहेला,
राम-भगत नहीं रहे अकेला … 20

निर्जन वन विपद हो घोर,
निबर्ध निशा तम सब ओर .
जोत जब राम नाम की जागे ,
संकट सर्व सहज से भागे ..21

बाधा बड़ी विषम जब आवे ,
वैर विरोध विघ्न बढ़ जावे .
राम नाम जपिये सुख दाता ,
सच्चा साथी जो हितकर त्राता ….22.

मन जब धैर्य को नहीं पावे ,
कुचिन्ता चित्त को चूर बनावे
राम नाम जपे चिंता चूरक ,
चिंतामणि चित्त चिंतन पूरक …..23.

शोक सागर हो उमड़ा आता ,
अति दुःख में मन घबराता .
भजिये राम -राम बहु बार ,
जन का करता बेड़ा पार . …24.

करधी घरद्धि कठिनतर काल ,
कष्ट कठोर हो क्लेश कराल .
राम -राम जपिये प्रतिपाल ,
सुख दाता प्रभु दीनदयाल ….25

घटना घोर घटे जिस बेर,
दुर्जन दुखरदे लेवेँ घेर.
जपिये राम-नाम बिन देर,
रखिये राम-राम शुभ टेर. …26.

राम-नाम हो सदा सहायक,
राम-नाम सर्व सुखदायक.
राम-राम प्रभु राम की टेक,
शरण शान्ति आश्रय है एक. …27.

पूँजी राम-नाम की पाइये,
पाथेय साथ नाम ले जाइये.
नाशे जन्म मरण का खटका,
रहे राम भक्त नहीं अटका. …28

राम-राम श्री राम है,
तीन लोक का नाथ.
परम-पुरुष पावन प्रभु,
सदा का संगी साथ. …29.

यज्ञ तप ध्यान योग ही त्याग,
वन कुटी वास अति वैराग.
राम-नाम बिना नीरस फोक,
राम-राम जप तरिये लोक. …30.

Ram Amritwani by anuradha paudwal

राम-जाप सब संयम साधन,
राम-जाप है कर्म आराधन.
राम-जाप है परम-अभ्यास,
सिम्रो राम-नाम ‘ सुख-रास’. …31.

राम-जाप कही ऊंची करनी,
बाधा विघ्न बहु दुःख हरनी.
राम -राम महा -मंत्र जपना ,
है सुव्रत नेम तप तपना . ….;32.

राम-जाप है सरल समाधि,
हरे सब आधी व्याधि उपाधि.
रिद्धि-सिद्धि और नव-निधान,
डाटा राम है सब सुख-खान. …33.

राम-राम चिन्तन सुविचार,
राम-राम जप निश्चय धार.
राम-राम श्री राम-ध्याना,
है परम-पद अमृत पाना. …34.

राम-राम श्री राम हरी,
सहज पराम है योग.
राम-राम श्री राम जप,
देता अमृत-भोग. …35

नाम चिंतामणि रत्न अमोल,
राम-नाम महिमा अनमोल.
अतुल प्रभाव अति-प्रताप,
राम-नाम कहा तारक जाप. …36

बीज अक्षर महा-शक्ति-कोष,
राम-राम जप शुभ-संतोष.
राम -राम श्री राम -राम मंत्र ,
तंत्र बीज परात्पर यन्त्र . ….37.

बीजाक्षर पद पद्मा प्रकाशे,
राम-राम जप दोष विनाशे.
कुण्डलिनी बोधे, सुष्मना खोले,
राम मंत्र अमृत रस घोले. …38.

उपजे नाद सहज बहु-भांत,
अजपा जाप भीतर हो शांत.
राम-राम पद शक्ति जगावे,
राम-राम धुन जभी रमावे. …39.

राम-नाम जब जगे अभंग,
चेतन-भाव जगे सुख संग.
ग्रंथि अविद्या टूटे भारी,
राम-लीला की खिले फुलवारी. …40.

पतित-पावन परम-पाठ,
राम-राम जप योग.
सफल सिद्धि कर साधना,
राम-नाम अनुराग. …41.

तीन लोक का समझीये सार,
राम-नाम सब ही सुखकार.
राम-नाम की बहुत बरदाई,
वेद पुराण मुनि जन गाई. …42.

यति सती साधू संत सयाने ,
राम – नाम निष् -दिन बखाने .
तापस योगी सिद्ध ऋषिवर,
जाप्ते राम-नाम सब सुखकर. …43.

भावना भक्ति भरे भजनीक,
भजते राम-नाम रमणीक.
भजते भक्त भाव-भरपूर,
भ्रम-भय भेद-भाव से दूर. …44.

पूर्ण पंडित पुरुष-प्रधान,
पावन-परम पाठ ही मान.
करते राम-राम जप-ध्यान,
सुनते राम अनहद तान. …45.

इस में सुरति सुर रमाते,
राम राम स्वर साध समाते .
देव देवीगन दैव विधाता,
राम-राम भजते गनत्राता. …46.

राम राम सुगुणी जन गाते ,
स्वर-संगीत से राम रिझाते .
कीर्तन-कथा करते विद्वान् ,
सार सरस संग साधनवान। ..47

मोहक मंत्र अति मधुर,
राम-राम जप ध्यान.
होता तीनो लोक में,
राम-नाम गन-गान. …48.

मिथ्या मन-कल्पित मत-जाल,
मिथ्या है मोह-कुमद-बैताल.
मिथ्या मन-मुखिआ मनोराज,
सच्चा है राम-राम जप काज. …49.

मिथ्या है वाद-विवाद विरोध,
मिथ्या है वैर निंदा हाथ क्रोध.
मिथ्या द्रोह दुर्गुण दुःख कहाँ,
राम-नाम जप सत्य निधान. …50.

सत्य-मूलक है रचना साड़ी,
सर्व-सत्य प्रभु-राम पसारि.
बीज से तरु मक्करधी से तार,
हुआ त्यों राम से जग विस्तार. …51.

विश्व-वृक्ष का राम है मूल,
उस को तू प्राणी कभी न भूल.
सां-साँस से सीमार सुजान,
राम-राम प्रभु-राम महान. …52.

लाया उत्पत्ति पालना-रूप,
शक्ति-चेतना आनंद-स्वरुप.
आदि अन्त और मध्य है राम,
अशरण-शरण है राम-विश्राम. …53.

राम-राम जप भाव से,
मेरे अपने आप.
परम-पुरुष पालक-प्रभु,
हर्ता पाप त्रिताप. …54.

राम-नाम बिना वृथा विहार,
धन-धान्य सुख-भोग पसार.
वृथा है सब सम्पद सम्मान,
होव तँ यथा रहित प्रान. …55.

नाम बिना सब नीरस स्वाद,
ज्योँ हो स्वर बिना राग विषाद.
नाम बिना नहीं साजे सिंगार,
राम-नाम है सब रस सार. …56.

जगत का जीवन जानो राम,
जग की ज्योति जाज्वल्यमान.
राम-नाम बिना मोहिनी-माया,
जीवन-हीं यथा तन-छाया. …57.

सूना समझीये सब संसार,
जहां नहीं राम-नाम संचार.
सूना जानिये ज्ञान-विवेक,
जिस में राम-नाम नहीं एक. …5

सूने ग्रन्थ पंथ मत पोथे,
बने जो राम-नाम बिन थोथी.
राम-नाम बिन वाद-विचार,
भारी भ्रम का करे प्रचार. …59.

राम-नाम दीपक बिना,
जान-मन में अंधेर.
रहे, इस से हे मम-मन,
नाम सुमाला फेर. …60

राम-राम भज कर श्री राम,
करिये नित्य ही उत्तम काम.
जितने कर्त्तव्य कर्म कलाप,
करिये राम-राम कर जाप. …61.

करिये गमनागम के काल,
राम-जाप जो कर्ता निहाल.
सोते जागते सब दिन याम,
जपिये राम-राम अभिराम. …62.

जाप्ते राम-नाम महा माला,
लगता नरक-द्वार पै टाला.
जाप्ते राम-राम जप पाठ,
जलते कर्म बंध यथा काठ. …63.

तान जब राम-नाम की तूती,
भांडा-भरा अभाग्य भया फूटे.
मनका है राम-नाम का ऐसा,
चिंता-मणि पारस-मणि जैसा. …64.

राम-नाम सुधा-रस सागर,
राम-नाम ज्ञान गुण-अगर.
राम-नाम श्री राम-महाराज,
भाव-सिंधु में है अतुल-जहाज. …65

राम-नाम सब तीर्थ-स्थान,
राम-राम जप परम-स्नान.
धो कर पाप-ताप सब धुल,
कर दे भया-भ्रम को उन्मूल. …66.

राम जाप रवि -तेज सामान
महा -मोह -ताम हरे अज्ञान,
राम जाप दे आनंद महान ,
मिले उसे जिसे दे भगवान्. …67.

राम-नाम को सिमरिये,
राम-राम एक तार.
परम-पाठ पावन-परम,
पतित अधम दे तार. …68.

माँगूँ मैं राम-कृपा दिन रात,
राम-कृपा हरे सब उत्पात.
राम-कृपा लेवे अंट सँभाल,
राम-प्रभु है जन प्रतिपाल. …69.

राम-कृपा है उच्तर-योग,
राम-कृपा है शुभ संयोग.
राम-कृपा सब साधन-मर्म,
राम-कृपा संयम सत्य धर्म. …70.

राम-नाम को मन में बसाना,
सुपथ राम-कृपा का है पाना.
मन में राम-धुन जब फिर,
राम-कृपा तब ही अवतार. …71

रहूँ मैं नाम में हो कर लीं,
जैसे जल में हो मीन अड़ीं.
राम-कृपा भरपूर मैं पाऊँ,
परम प्रभु को भीतर लाऊँ. …72.

भक्ति-भाव से भक्त सुजान,
भजते राम-कृपा का निधान.
राम-कृपा उस जान में आवे,
जिस में आप ही राम बसावे. …73

कृपा प्रसाद है राम की देनी,
काल-व्याल जंजाल हर लेनी.
कृपा-प्रसाद सुधा-सुख-स्वाद,
राम-नाम दे रहित विवाद. …74.

प्रभु-पसाद शिव-शान्ति-दाता,
ब्रह्म-धाम में आप पहुँचाता.
प्रभु-प्रसाद पावे वह प्राणी,
राम-राम जापे अमृत-वाणी. …75.

औषध राम-नाम की खाईये,
मृत्यु जन्म के रोग मिटाइये.
राम-नाम अमृत रस-पान,
देता अमल अचल निर्वाण. …76.

राम-राम धुन गूँज से,
भाव-भया जाते भाग.
राम-नाम धुन ध्यान से,
सब शुभ जाते जाग. …77

माँगूँ मैं राम-नाम महादान,
करता निर्धन का कल्याण.
देव-द्वार पर जनम का भूखा,
भक्ति प्रेम अनुराग से रूखा. …78.

पर हूँ तेरा-यह लिए टेर,
चरण पारधे की राखियो मेर.
अपना आप विरद-विचार,
दीजिये भगवन! नाम प्यार. …79

राम-नाम ने वे भी तारे,
जो थे अधर्मी-अधम हत्यारे.
कपटी-कुटिल-कुकर्मी अनेक,
तर गए राम-नाम ले एक. …80.

तर गए धृति-धारणा हीं,
धर्म-कर्म में जन अति दीन
राम-राम श्री राम-जप जाप,
हुए अतुल-विमल-अपाप. …81.

राम-नाम मन मुख में बोले,
राम-नाम भीतर पट खोले.
राम-नाम से कमल-विकास,
होवें सब साधन सुख-रास. …82.

राम-नाम घट भीतर बसे,
सांस-साँस नस-नस से रसे.
सपने में भी न बिसरे नाम,
राम-राम श्री राम-राम-राम. …

राम-नाम के मेल से,
साध जाते सब-काम.
देव-देव देवी यादा,
दान महा-सुख-धाम. …84.

अहो! मैं राम-नाम धन पाया,
कान में राम-नाम जब आया.
मुख से राम-नाम जब गाया,
मन से राम-नाम जब ध्याया. …85.

पा कर राम-नाम धन-राशि,
घोर-अविद्या विपद विनाशी.
बर्धा जब राम प्रेम का पूर,
संकट-संशय हो गए दूर. …86.

राम-नाम जो जापे एक बेर,
उस के भीतर कोष-कुबेर.
दीं-दुखिया-दरिद्र-कंगाल,
राम-राम जप होव निहाल. …87.

हृदय राम-नाम से भरिये,
संचय राम-नाम दान करिए.
घाट में नाम मूर्ती धरिये,
पूजा अंतर्मुख हो करिये. …88.

आँखें मूँद के सुनिये सितार,
राम-राम सुमधुर झनकार.
उस में मन का मेल मिलाओ ,
राम -राम सुर में ही समाओ . ….;89.

जपूँ मैं राम -राम प्रभु राम ,
ध्याऊँ मैं राम -राम हरे राम .
सिमरूँ मैं राम -राम प्रभु राम ,
गाऊं मैं राम -राम श्री राम . ….90.

अमृतवाणी का नित्य गाना,
राम-राम मन बीच रमाणा.
देता संकट-विपद निवार,
करता शुभ श्री मंगलाचार. …91.

राम -नाम जप पाठ से ,
हो अमृत संचार .
राम-धाम में प्रीति हो,
सुगुण-गैन का विस्तार. …92.

तारक मंत्र राम है,
जिस का सुफल अपार.
इस मंत्र के जाप से ,
निश्चय बने निस्तार . …93.

बोलो राम, बोलो राम,
बोलो राम राम राम

Ram Amritwani lyrics english

Ram Amritwani Lyrics

Ramaamrit Pad Paawan Vaani,
Ram-Naam Dhun Sudhaa Samaani.
Paawan-Paath Ram-Gun-Graam,
Ram-Ram Jap Ram Hee Ram. . …1.

Param Satya Param Vigyaan,
Jyoti-Swaroop Ram Bhagwaan.
Parmaanand, Sarvashaktimaan,
Ram Param Hai Ram Mahaan. …2.

Amrit Vaani Naam Uchaaran,
Ram-Ram Sukhsidhi-Kaaran.
Amritvaani Amrit Sri Naam,
Ram-Ram Mud Mangal-Dhaam. …3.

Amritroop Ram-Gun Gaan,
Amrit-Kathan Ram Vyaakhyaan.
Amrit-Vachan Ram Kee Charchaa,
Sudhaa Sam Geet Ram Kee Archaa. …4.

Amrit Manan Ram Kaa Jaap,
Ram-Ram Prabhu Ram Alaap.
Amrit Chintan Ram Kaa Dhyaan,
Ram Shabd Men Shuchi Samaadhaan. …5.

Amrit Rasnaa Wahee Kahaave,
Ram-Ram, Jahaan Naam Suhaave.
Amrit Karm Naam Kamaaee,
Ram-Ram Param Sukhdaaee. …6.

Amrit Ram-Naam Jo Hee Dhyaave,
Amrit Pad So Hee Jan Paave.
Ram-Naam Amrit-Ras Saar,
Detaa Param Aanand Apaar. …7.

Ram-Ram Jap He Manaa,
Amrit Vaani Maan.
Ram-Naam Men Ram Ko,
Sadaa Viraajit Jaan. …8.

Ram-Naam Mud Mangalkaari,
Vighna Hare Sab Paatak Haari.
Ram-Naam Shubh-Shakun Mahaan,
Swasti Shaanti Shivkar Kalyaan… 9.

Ram-Ram Sri Ram-Vichaar,
Maanie Uttam Manglaachaar.
Ram-Ram Man Mukh Se Gaanaa,
Maano Madhur Manorath Paanaa. …10.

Ram-Naam Jo Jan Man Laave,
Us Men Shubh Sabhi Bas Jaave.
Jahaan Ho Ram-Naam Dhun-Naad,
Bhaagen Wahaan Se Visham-Vishaad …11.

Ram-Naam Man-Tapt Bujhaave,
Sudhaa Ras Seench Shaanti Le Aave.
Ram-Ram Japie Kar Bhaav,
Suvidhaa Suvidhi Bane Banaav. …12.

Ram-Naam Simro Sadaa,
Atishaya Mangal Mool.
Visham-Vikat Sankat Haran,
Kaarak Sab Anukool. …13

Japnaa Ram-Ram Hai Sukrit,
Ram-Naam Hai Naashak Dushkrit.
Simre Ram-Ram Hee Jo Jan,
Uskaa Ho Shuchitar Tan-Man. …14.

Jismen Ram-Naam Shubh Jaage,
Us Ke Paap-Taap Sab Bhaage.
Man Se Ram-Naam Jo Uchaare,
Us Ke Bhaagen Bhram Bhaya Saare. …15.

Jis Men Bas Jaaye Ram Sunaam,
Hove Vah Jan Poornkaam.
Chit Men Ram-Ram Jo Simre,
Nishchaya Bhav Saagar Se Tare. …16.

Ram-Simran Hove Sahaaee,
Ram-Simran Hai Sukhdaaee.
Ram-Simran Sab Se Oonchaa,
Ram Shakti Sukh Gyaan Samoochaa. …17.

Ram-Ram Hee Simar Man,
Ram-Ram Sri Ram.
Ram-Ram Sri Ram-Bhaj,
Ram-Ram Hari-Naam. …18.

Maat-Pitaa Baandhav Sut Daaraa,
Dhan Jan Saajan Sakhaa Pyaaraa.
Ant Kaal De Sake Naa Sahaaraa,
Ram-Naam Teraa Taaran Haaraa. …19.

Simran Ram-Naam Hai Sangi,
Sakhaa Snehee Suhird Shubh Angi.
Yug-Yug Kaa Hai Ram Sahelaa,
Ram-Bhakt Nahin Rahe Akelaa. …20.

Nirjan-Van Vipad Ho Ghor,
Nibirdh-Nishaa Tam Sab Or.
Jot Jab Ram-Naam Kee Jage,
Sankat Sarva Sahaj Se Bhage. …21.

Baadhaa Badi Visham Jab Aave,
Vair Virodh Vighna Bardh Jaave.
Ram-Naam Japiye Sukh Daataa,
Sachaa Saathi Jo Hitkar Traataa. …22.

Man Jab Dhairya Ko Nahin Paave,
Kuchintaa Chitt Ko Choor Banaave.
Ram-Naam Jape Chintaa Choorak,
Chintaamani Chitt Chintan Poorak. …23.

Shok Saagar Ho Umdaa Aataa,
Ati Dukh Mein Man Ghabraataa.
Bhajiye Ram-Ram Bahu Baar,
Jan Kaa Kartaa Berdhaa Paar. …24.

Kardhi Ghardhi Kathintar Kaal,
Kasht Kathor Ho Klesh Karaal.
Ram-Ram Japiye Pratipaal,
Sukh Daataa Prabhu Deendayaal. …25.

Ghatnaa Ghor Ghate Jis Ber,
Durjan Dukhrdhe Leven Gher.
Japiye Ram-Naam Bin Der,
Rakhiye Ram-Ram Shubh Ter. …26.

Ram-Naam Ho Sadaa Sahaayak,
Ram-Naam Sarva Sukhdaayak.
Ram-Ram Prabhu Ram Kee Tek,
Sharan Shaanti Aashraya Hai Ek. …27.

Poonji Ram-Naam Kee Paaiye,
Paatheya Saath Naam Le Jaaiye.
Naashe Janm Maran Kaa Khatkaa,
Rahe Ram Bhakt Nahin Atkaa. …28

Ram-Ram Sri Ram Hai,
Teen Lok Kaa Naath.
Param-Purush Paawan Prabhu,
Sadaa Kaa Sangi Saath. …29.

Yagya Tap Dhyaan Yog Hee Tyaag,
Van Kuti Vaas Ati Vairaag.
Ram-Naam Binaa Neeras Phok,
Ram-Ram Jap Tariye Lok. …30.

Ram-Jaap Sab Sanyam Saadhan,
Ram-Jaap Hai Karm Aaraadhan.
Ram-Jaap Hai Param-Abhyaas,
Simro Ram-Naam ‘ Sukh-Raas’. …31.

Ram-Jaap Kahi Oonchi Karni,
Baadhaa Vighna Bahu Dukh Harni.
Ram-Ram Mahaa-Mantra Japnaa,
Hai Suvrat Nem Tap Tapnaa. …32.

Ram-Jaap Hai Saral Samaadhi,
Hare Sab Aadhi Vyaadhi Upaadhi.
Ridhi-Sidhi Aur Nav-Nidhaan,
Daataa Ram Hai Sab Sukh-Khaan. …33.

Ram-Ram Chintan Suvichaar,
Ram-Ram Jap Nishchaya Dhaar.
Ram-Ram Sri Ram-Dhyaanaa,
Hai Param-Pad Amrit Paanaa. …34.

Ram-Ram Sri Ram Hari,
Sahaj Param Hai Yog.
Ram-Ram Sri Ram Jap,
Daataa Amrit-Bhog. …35

Naam Chintaamani Ratna Amol,
Ram-Naam Mahimaa Anmol.
Atul Prabhaav Ati-Prataap,
Ram-Naam Kahaa Taarak Jaap. …36

Beej Akshar Mahaa-Shakti-Kosh,
Ram-Ram Jap Shubh-Santosh.
Ram-Ram Sri Ram-Ram Mantra,
Tantra Beej Praatpar Yantra. …37.

Beejaakshar Pad Padma Prakaashe,
Ram-Ram Jap Dosh Vinaashe.
Kundalini Bodhe, Sushmanaa Khole,
Ram Mantra Amrit Ras Ghole. …38.

Upje Naad Sahaj Bahu-Bhaant,
Ajpaa Jaap Bheetar Ho Shaant.
Ram-Ram Pad Shakti Jagaave,
Ram-Ram Dhun Jabhi Ramaave. …39.

Ram-Naam Jab Jage Abhang,
Chetan-Bhaav Jage Sukh Sang.
Granthi Avidyaa Toote Bhaari,
Ram-Leela Kee Khile Phulwaari. …40.

Patit-Paawan Param-Paath,
Ram-Ram Jap Yaag.
Safal Siddhi Kar Saadhnaa,
Ram-Naam Anuraag. …41.

Teen Lok Kaa Samjhiye Saar,
Ram-Naam Sab Hee Sukhkaar.
Ram-Naam Kee Bahut Bardhaaee,
Ved Puraan Muni Jan Gaaee. …42.

Yati Sati Saadhu Sant Sayaane,
Ram-Naam Nish-Din Bakhaane.
Taapas Yogi Sidh Rishivar,
Japte Ram-Naam Sab Sukhkar. …43.

Bhaavanaa Bhakti Bhare Bhajneek,
Bhajte Ram-Naam Ramneek.
Bhajte Bhakt Bhaav-Bharpoor,
Bhram-Bhaya Bhed-Bhaav Se Door. …44.

Poorn Pandit Purush-Pradhaan,
Paavan-Param Paath Hee Maan.
Karte Ram-Ram Jap-Dhyaan,
Sunte Ram Anaahad Taan. …45.

Is Men Surti Sur Ramaate,
Ram-Ram Swar Saadh Samaate.
Dev Devigan Daiv Vidhaataa,
Ram-Ram Bhajte Gantraataa. …46.

Ram-Ram Suguni Jan Gaate,
Swar-Sangeet Se Ram Rijhaate.
Keertan-Kathaa Karte Vidwaan,
Saar Saras Sang Saadhanwaan..47

Mohak Mantra Ati Madhur,
Ram-Ram Jap Dhyaan.
Hotaa Teeno Lok Men,
Ram-Naam Gun-Gaan. …48.

Mithyaa Man-Kalpit Mat-Jaal,
Mithyaa Hai Moh-Kumad-Baital.
Mithyaa Man-Mukhiaa Manoraaj,
Sachaa Hai Ram-Ram Jap Kaaj. …49.

Mithyaa Hai Vaad-Vivaad Virodh,
Mithyaa Hai Vair Nindaa Hath Krodh.
Mithyaa Droh Durgun Dukh Khaan,
Ram-Naam Jap Satya Nidhaan. …50.

Satya-Mulak Hai Rachnaa Saari,
Sarva-Satya Prabhu-Ram Pasaari.
Beej Se Taru Makkardhi Se Taar,
Huaa Tyon Ram Se Jag Vistaar. …51.

Vishwa-Vriksh Kaa Ram Hai Mool,
Us Ko Tu Praanee Kabhi Na Bhool.
Saan-Saans Se Simar Sujaan,
Ram-Ram Prabhu-Ram Mahaan. …52.

Laya Utpatti Paalanaa-Roop,
Shakti-Chetnaa Aanand-Swaroop.
Aadi Ant Aur Madhya Hai Ram,
Asharan-Sharan Hai Ram-Vishraam. …53.

Ram-Ram Jap Bhaav Se,
Mere Apne Aap.
Param-Purush Paalak-Prabhu,
Hartaa Paap Tritaap. …54.

Ram-Naam Binaa Vrithaa Vihaar,
Dhan-Dhaanya Sukh-Bhog Pasaar.
Vrithaa Hai Sab Sampad Sammaan,
Hove Tan Yathaa Rahit Praan. …55.

Naam Binaa Sab Neeras Swaad,
Jyon Ho Swar Binaa Raag Vishaad.
Naam Binaa Nahin Saje Singaar,
Ram-Naam Hai Sab Ras Saar. …56.

Jagat Kaa Jivan Jaano Ram,
Jag Kee Jyoti Jaajwalyamaan.
Ram-Naam Binaa Mohinee-Maayaa,
Jivan-Heen Yathaa Tan-Chhaayaa. …57.

Soonaa Samjhiye Sab Sansaar,
Jahaan Nahin Ram-Naam Sanchaar.
Soonaa Jaaniye Gyaan-Vivek,
Jis Men Ram-Naam Nahin Ek. …58

Soone Granth Panth Mat Pothe,
Bane Jo Ram-Naam Bin Thothe.
Ram-Naam Bin Vaad-Vichaar,
Bhaari Bhram Kaa Kare Prachaar. …59.

Ram-Naam Deepak Binaa,
Jan-Man Men Andher.
Rahe, Is Se He Mam-Man,
Naam Sumaalaa Pher. …60

Ram-Ram Bhaj Kar Sri Ram,
Kariye Nitya Hee Uttam Kaam.
Jitne Kartavya Karm Kalaap,
Kariye Ram-Ram Kar Jaap. …61.

Kariye Gamnaagam Ke Kaal,
Ram-Jaap Jo Kartaa Nihaal.
ote Jagte Sab Din Yaam,
Japiye Ram-Ram AbhiRam. …62.

Japte Ram-Naam Mahaa Maalaa,
Lagtaa Narak-Dwaar Pai Taalaa.
Japte Ram-Ram Jap Paath,
Jalte Karm Bandh Yathaa Kaath. …63.

Taan Jab Ram-Naam Kee Toote,
Bhaandaa-Bharaa Abhaagya Bhaya Phoote.
Mankaa Hai Ram-Naam Kaa Aisaa,
Chintaa-Mani Paaras-Mani Jaisa. …64.

Ram-Naam Sudhaa-Ras Saagar,
Ram-Naam Gyaan Gun-Aagar.
Ram-Naam Sri Ram-Mahaaraaj,
Bhav-Sindhu Men Hai Atul-Jahaaj. …65

Ram-Naam Sab Teerth-Sthaan,
Ram-Ram Jap Param-Snaan.
Dho Kar Paap-Taap Sab Dhool,
Kar De Bhaya-Bhram Ko Unmool. …66.

Ram-Jaap Ravi-Tej Samaan
Mahaa-Moh-Tam Hare Agyaan,
Ram-Jaap De Aanand Mahaan,
Mile Use Jise De Bhagwaan. …67.

Ram-Naam Ko Simariye,
Ram-Ram Ek Taar.
Param-Paath Paawan-Param,
Patit Adham De Taar. …68.

Maangoon Main Ram-Kripaa Din Raat,
Ram-Kripaa Hare Sab Utpaat.
Ram-Kripaa Leve Ant Sambhaal,
Ram-Prabhu Hai Jan Pratipaal. …69.

Ram-Kripaa Hai Uchtar-Yog,
Ram-Kripaa Hai Shubh Sanyog.
Ram-Kripaa Sab Saadhan-Marm,
Ram-Kripaa Sanyam Satya Dharm. …70.

Ram-Naam Ko Man Men Basaanaa,
Supath Ram-Kripaa Kaa Hai Paanaa.
Man Men Ram-Dhun Jab Phire,
Ram-Kripaa Tab Hee Avtare. …71

Rahoon Main Naam Men Ho Kar Leen,
Jaise Jal Men Ho Meen Adeen.
Ram-Kripaa Bharpoor Main Paaoon,
Param Prabhu Ko Bheetar Laaoon. …72.

Bhakti-Bhaav Se Bhakt Sujaan,
Bhajte Ram-Kripaa Kaa Nidhaan.
Ram-Kripaa Us Jan Men Aave,
Jis Men Aap Hee Ram Basaave. …73.

Kripaa Prasaad Hai Ram Kee Deni,
Kaal-Vyaal Janjaal Har Leni.
Kripaa-Prasaad Sudhaa-Sukh-Swaad,
Ram-Naam De Rahit Vivaad. …74.

Prabhu-Pasaad Shiv-Shaanti-Daataa,
Brahm-Dhaam Men Aap Pahunchaataa.
Prabhu-Prasaad Paave Wah Praanee,
Ram-Ram Jape Amrit-Vaani. …75.

Aushadh Ram-Naam Kee Khaaiye,
Mrityu Janm Ke Rog Mitaaiye.
Ram-Naam Amrit Ras-Paan,
Detaa Amal Achal Nirvaan. …76.

Ram-Ram Dhun Goonj Se,
Bhav-Bhaya Jaate Bhaag.
Ram-Naam Dhun Dhyaan Se,
Sab Shubh Jaate Jaag. …77

Maangoon Main Ram-Naam Mahaadaan,
Kartaa Nirdhan Kaa Kalyaan.
Dev-Dwaar Par Janm Kaa Bhookhaa,
Bhakti Prem Anuraag Se Rookhaa. …78.

Par Hoon Teraa-Yah Liye Ter,
Charan Pardhe Kee Rakhiyo Mer.
Apnaa Aap Virad-Vichaar,
Deejiye Bhagwan! Naam Pyaar. …79.

Ram-Naam Ne We Bhee Taare,
Jo The Adharmi-Adham Hatyaare.
Kapti-Kutil-Kukarmi Anek,
Tar Gaye Ram-Naam Le Ek. …80.

Tar Gaye Dhriti-Dhaarnaa Heen,
Dharm-Karm Men Jan Ati Deen.
Ram-Ram Sri Ram-Jap Jaap,
Huye Atul-Vimal-Apaap. …81.

Ram-Naam Man Mukh Men Bole,
Ram-Naam Bheetar Pat Khole.
Ram-Naam Se Kamal-Vikaas.
Hoven Sab Saadhan Sukh-Raas. …82.

Ram-Naam Ghat Bheetar Base,
Saans-Saans Nas-Nas Se Rase.
Sapne Men Bhee Na Bisre Naam,
Ram-Ram Sri Ram-Ram-Ram. …83

Ram-Naam Ke Mel Se,
Sadh Jaate Sab-Kaam.
Dev-Dev Deve Yadaa,
Daan Mahaa-Sukh-Dhaam. …84.

Aho! Main Ram-Naam Dhan Paayaa,
Kaan Mein Ram-Naam Jab Aayaa.
Mukh Se Ram-Naam Jab Gaayaa,
Man Se Ram-Naam Jab Dhyaayaa. …85.

Paa Kar Ram-Naam Dhan-Raashi,
Ghor-Avidyaa Vipad Vinaashi.
Bardhaa Jab Ram Prem Kaa Poor,
Sankat-Sanshaya Ho Gaye Door. …86.

Ram-Naam Jo Jape Ek Ber,
Us Ke Bheetar Kosh-Kuber.
Deen-Dukhiyaa-Dridra-Kangaal,
Ram-Ram Jap Hove Nihaal. …87.

Hirdaya Ram-Naam Se Bhariye,
Sanchaya Ram-Naam Dhan Kariye.
Ghat Men Naam Moorti Dhariye,
Poojaa Antarmukh Ho Kariye. …88.

Aankhen Moond Ke Suniye Sitaar,
Ram-Ram Sumadhur Jhankaar.
Us Me Man Kaa Mel Milaao,
Ram-Ram Sur Men Hee Samaao. …89.

Japoon Main Ram-Ram Prabhu Ram,
Dhyaaoon Main Ram-Ram Hare Ram.
Simroon Main Ram-Ram Prabhu Ram,
Gaaoon Main Ram-Ram Sri Ram. …90.

Amritvaani Kaa Nitya Gaanaa,
Ram-Ram Man Beech Ramaanaa.
Detaa Sankat-Vipad Nivaar,
Kartaa Shubh Sri Manglaachaar. …91.

Ram-Naam Jap Paath Se,
Ho Amrit Sanchaar.
Ram-Dhaam Men Preeti Ho,
Sugun-Gan Kaa Vistaar. …92.

Taarak Mantra Ram Hai,
Jis Kaa Sufal Apaar.
Is Mantra Ke Jaap Se,
Nishchaya Bane Nistaar. …93.

Bolo Ram, Bolo Ram,
Bolo Ram Ram Ram.


हमें उम्मीद है की श्री राम के भक्तो को यह आर्टिकल “Ram Amritvani Lyrics | Ram Amritwani by Anuradha Paudwal | राम अमृतवाणी” + Video +Audio बहुत पसंद आया होगा। “Ram Amritvani Lyrics | Ram Amritwani by Anuradha Paudwal” के बारे में आपके क्या विचार है वो हमे कमेंट करके अवश्य बताये।

सभी प्रकार के भजनो के lyrics + Video + Audio + PDF के लिए AllBhajanLyrics.com पर visit करे।

Leave a Comment

आरती : जय अम्बे गौरी