कभी राम बनके कभी श्याम बनके लिरिक्स | Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke Lyrics

मर्यादा पुरषोत्तम श्री राम का अति पावन भजन “कभी राम बनके कभी श्याम बनके लिरिक्स | Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke Lyrics” – अंजलि जैन जी के द्वारा गाया गया है। इस भजन में राम भक्ति की महिमा का बखान किया गया है।


कभी राम बनके कभी श्याम बनके लिरिक्स

कभी राम बन के, कभी श्याम बन के,
चले आना प्रभु जी चले आना।

तुम राम रूप में आना,
सीता साथ लेके, धनुष हाथ लेके,
चले आना प्रभु जी चले आना॥

तुम श्याम रूप में आना,
राधा साथ लेके, मुरली हाथ लेके चले आना,
प्रभु जी चले आना॥

तुम शिव के रूप में आना,
गौरा साथ लेके, डमरू हाथ लेके,
चले आना प्रभु जी चले आना॥

तुम विष्णु रूप में आना,
लक्ष्मी साथ लेके, चक्र हाथ लेके,
चले आना प्रभु जी चले आना॥

तुम गणपति रूप में आना,
रिद्धी साथ लेके, सिद्धी साथ लेके चले आना,
प्रभु जी चले आना॥

कभी राम बन के, कभी श्याम बन के,
चले आना प्रभु जी चले आना।


Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke Lyrics

Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke,
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana.

Tum Ram Roop Mein Aana,
Sita Saath Leke,
Dhanush Haath Leke,
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana.

Tum Shyam Roop Mein Aana,
Radha Saath Leke,
Murli Haath Leke,
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana.

Tum Shiva Ke Roop Mein Aana,
Goura Saath Leke,
Damaru Haath Leke,
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana.

Tum Vishnu Roop Mein Aana,
Lakhsmi Saath Leke,
Chakra Haath Leke,
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana.

Tum Ganapati Roop Mein Aana,
Riddhi Saath Leke,
Siddhi Saath Leke,
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana.

Kabhi Ram Banake Kabhi Shyam Banake,
Chale Aana Prabhu Ji Chale Aana.

Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke Lyrics

Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke Lyrics PDF


हमें उम्मीद है की श्री राम के भक्तो को यह आर्टिकल “कभी राम बनके कभी श्याम बनके लिरिक्स | Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke Lyrics” + Video +Audio बहुत पसंद आया होगा। “Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke Chale Aana Lyrics | Kabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke Lyrics In Hindi” भजन के बारे में आपके क्या विचार है वो हमे कमेंट करके अवश्य बताये।

सभी प्रकार के भजनो के lyrics + Video + Audio + PDF के लिए AllBhajanLyrics.com पर visit करे।

Leave a Comment

आरती : जय अम्बे गौरी